Airtel sim me unlimited internet kaise use kare/cahale? life time validity ke sath.
Hello friends!! Welcome to my new blog INDIA SMART HELP dosto aj hum janenge ki airtel sim me free internet Kaise chalaye/chalate hai life time validity ke sath. Airtel, idea, vodafone, Reliance or BSNL company jyada popular hai aur sayad ap bhi airtel ka sim use karte honge aur ap airtel ka sim use karte honge to jahir si bat hai usme mahnge vale internet packs bhi dalwate honge kya apne kabhi socha hai ki airtel sim me unlimited free internet bhi chalaya ja sakta hai? Ji haa dosto airtel sim 100% free internet vo bhi life time validity ke sath aj mai apko step by step full guide karunga
Aj jo mai apko free airtel internet trick batanr wala hoon vo trick proxy trick ki tarah hai jisme apko milegi 3G, 4G high speed data bina kisi rukavat ke jiske liye apko ek UC MINI HANDLER nam ki sirf 1.5 MB ki ye app download karni hogi aur apko thodi si internet service ki setting me thodi si changes karni hogi joki bahot easy hai uske bad apke 2G, 3G, 4G Smart phone me free internet browsing kar sakte hai aur es trick ki sabse khas bat ye hai ki ye all india working hai ap chahe kisi stet se ho ye trick sabhi jagho par 100% work karti hai i promise ki app free 3G, 4G internet jarur estemal karoge ye trick mai pahle khud 5 airtel sim me use karke apkr sath share kar rha hoon
Free internet chalane ke liye kya kya chahiye?
Free airtel internet service UDP, TCP ki tarah hi hai but esme thoda sa change hai jisko use karne ke liye PROXY CODES ki jarurat hai joki mai apko niche de rha hoon
Airtel unlimited free internet Proxy code Trick 100% working
1→UC6.UCWEB.COM
2→BUDDIES.AIRTELMONEY.IN
En dono proxy code ko notedown kar le
Airtel sim me free internet kaise chalaye 4G speed d se?
Ab apke pas proxy code bhi hai ab apko UC HANDLER app ko download karne ki jarurat hai download kar le
aur download kar le phir app ko install bhi kar le ab bas apko airtel sim ki internet service setting me proxy code ko add karna hai
aur download kar le phir app ko install bhi kar le ab bas apko airtel sim ki internet service setting me proxy code ko add karna hai
☜☆☞Apne mobile ki setting par jaye
☜☆☞Network connection setting ko open kare
☜☆☞Ab CREATE A NEW SETTING select kare
Ab yha apko internet connection setting ke bahot sare options milenge apko esme se kuchh hi setting karna hai jo ki mai apki bta rha hoon
1→Account name me - UNLIMITED INTERNET TRICK BY INDIA SMART HELP set kare
2→ APN me - airtelgprs.com set kare
3→ Proxy Address me - UC6.UCWEB.COM set kare
4→ Port me - 80 type kare
Aur baki ko khali hi rhne de phir SAVE par click karke Save kar de aur esi setting ko use par check lga de i mean esi setting ko default use kare aur ab apka connection setting ho gya
Next ab apko UC HANDLER ko open karna hai i mean download kiye huye browser ko oprn karna open karte hi apke samne kuchh settings show hogi jisme apko scroll down karna hai aur kuchh setting karni hogi joki es prakar hai
Proxy Type me - HTTP select kare
Proxy Address me - BUDDIES.AIRTELMONEY.IN set kare
uske bad ap UC MINI BROWSER par aa jayenge ab apko GOOGLE.COM open karna hai aur jab google open ho jaye to ap kisi bhi site ko open kar sakte hai kisi bhi websites ko open kare aur unlimited internet ka anand le ab apke airtel sim me unlimited internet life time use kar sakte hai.
To dosto jaisa ki maine apko bataya ki hum airtel ki sim me free unlimited internet use kaise kar sakte hai (How to use airtel free internet with life time validity) asha karta hoon ki mere dvara batae gyi ye trick apke liye kaphi helpful rahegi aur mai apse agrah karunga ki plz mere blog par avagaman banaye rakhe
Note→ye trick only airtel sim me working hai tadi apko es trick kouse karne me koe bhi dikkat aa rhi ho to plz humse comment box ke jariye jarur puche.
Thanx For Reading .....!
Thanx For Reading .....!
PLEASE DO NOT FORGET SHARE OUR POST ON SOCIAL MEDIA