How To Control Your Smartphone Without Touch With Voice Access
Hello Friends Mai Hoon Satyam Aur Ap hai India Smart Help Ki Website par mai apke apni hindi website par apka welcome karta hoon.
Friends ajka topic hai ki ap apne Android phone ko easly apne voice se kaise full access kar sakte hai bina kisi dikkat ke to chaliye suru karte hai to sabse pahle mai apse ek request karta hoon yadi apne apne yani meri website India Smart Help ko Subscribe nhi kiya hai to plz ap Email address enter karke Subscribe karle kyoki ye apko kar lena chahiye mai es website par daily interesting mobile se related tips and trick lata rahta hoon.
To chaliye apne topic par bat karte hai aksar apne socha hoga ki agar ap apne mobile ko touch kiye bina use full control kar pate to kitna achha hota google ki Google Now app apke device me inbuilt hoti hai jiska use karke ap apne phone ke home page par hi ap internet search kar sakte hai vo bhi apne language me aur apko bahot sare suggested results show karta hai.
Read Also>>Kisi bhi phone me 5 whatsapp kaise use kare?
Kabhi apne socha hai ki ye kaise apke voice ko read karke uska alphabetical results show karta hai actual me Google Now app me hota ye hai ki jab ap kuchh bhi search karte hai tab ye kuchh basic rules par kam karta hai jaise ki jab ap Google Now app ke Search icon par click karte hai tab ye apko Say"" yani bolne ke liye kahta hai jab ap kuchh bhi boltr hai ye us voice ko record karta hai phir apne server ko voice ki nano clip send karta hai Phir Google Server apne best algorithms ki madad se apke voice ko refine karta hai aur phir use clip ko recognize code language me wapas Google Now App ko send karta hai phir Google Now App Us code ko text me convert karke Google result show karata hai ye karya apke data speed par nirbhar karta hai vaise normally 3-10 sec me koe bhi Google Now se Google search kar sakte hai.
Hamara Topic hai ki Apne phone ko apne voice se kaise control kare
To ye trick bhi google now app ki tarah hi work karegi. Normally ap apne phone ko 10Cm. - 100Cm. Ki duri se control kar sakte hai ye trick apke liye kaphi helpful hogi jab apko nhi pata ki apke phine me kaha kya hai kon si setting kaha hai to don't worry ap es trick ki madad se ap kuchh bhi Explore kar sakte hai.
Read Also>>How to download youtube videos free

New Android Phone Feature Apko Jarur Try Karna Chahiye
Es trick ki sabse khas bat ye hai ki apko koe special command yad rakhne ki jarur nahi hai bas apko clearly voice speech dena hai. Only ap apne phone ya tablet ko apne samne rakhiye aur simply bina touch kiye apne phone ko fully manage kar payenge aur ek khas bat ye ki apko es trick me ap koe special command se koe special feature hi nhi balki ap kuch bhi explore kar payenge.
Aj hum jis app ki madad se ye interesting work karne wale hai wo app hai kisi unknown sources se nhi balki Google ki unreleased Voice Access app se joki trusted aur bahut hi kam space me full manage hoga aur apke phone je liye comfortable hoga.
To chaliye suru kartr hai sabse ap apne playstore me jaye aur search bar me type kare Voice Access aur First wale app par click kare.
1>>> Ab ap Voice Access app ko download kar lijiye ya phir ap simply es link par click krke manually download kar sakte hai
[Click hare to download Voice Access App free]
Install kar lijiye
2>>> Ab apko dekhna ye hai ki apke phone me Google Now App install hai ya nhi vaise har android phone me Google Now App inbuilt hote hai yadi apke phone Google Now app install nhi hai to ap simply es link par click karke install kar sakte hai.
Note- bina Google Now app ke ye Voice Access app work nhi karega so apko Dono App Google Voice Access aur Google Now app install kar lena chahiye
[Click hare to download Google Now App free]
3>>> Ab apko Voice Access app open karna hai aur usme apko kuchh mamuli settings karni hai joki mai apko bataunga
Ab ap Voice Access app open kijiye aur simply use accessibility me activate karna hai
Activate ho jane ke bad ap ap simply ap back aa jaeye phir right swipe kijiye aur finish kar dijiye
Ab ap simply done ho gya ab ap use kar sakte hai use karne ke liye ap simple command use kar sakte hai
Normal command ke taur par ap kuchh is tarah se bol sakte hai
1- yadi apko setting open karna hai to simply say" - Open the setting
2- home par jane ke liye Say"" - Go to home
3- menu bar par jane ke liye say"" - Open the menu
4- Time janane ke liye say""- What time is it
5-apna current location janane ke liye say""- What is my location
6-Back jane ke liye say""- Go Back
7-Recent app close karne ke liye say""- Close recent app
8-voice command janne ke liye say""- Voice command
Aise hi ap apne husab se koe bhi bol sakte hai aur explore kar sakte hai
Jab ap apne screen par voice explore karte hai toh apke apke samne chhote chhote numerical points bante hai jisse apko fallow karke explore karna hota hai
Example ke liye apko kuchh es tarah se fallow karna hai
Jaise jis app ke upar jo point hota hai use simply bolna hota hai for example jaise apko google crome browser ko open karna hai toh ap simply uske upar jo point hai use bolna hai 13(tharthin) jis kisi app ko open karna hai simply uske upar point ko fallow karna hai yakinan ap kuchh bhi explore kar payenge.
Dosto aj es post me bas etna hi yadi apko ye post pasand aye to plz apne friends ko facebook par jarur share kare aur haa hamari website ko subscribe karna bhule plz karle.
Yadi apko es post se related koe saval ya sujhav ho to plz hume comment box me jarur bataye.
Thank you....!