अपने स्मार्टफोन से कमरे के सारे मच्छर कैसे भगाये?
Hello Friends mai Hoon Satyam Aur ap hai India Smart Help Ki website par aur mai apka welcome karta hoon dosto aj ka topic hai ki kaise apne smartphone se hi ghar ke sare masquito (मच्छर) kaise bhagaye free aur ye trick 100% work karta hai.
Dosto ajkal marcket me anti-masquito product jaise Goodnight Power refill, Goodnight coils, Goodnight fast card etc. Anti-masquito product marcket me available hai. Jo masquito yani (मच्छर) ko kill karte hai hai but mai aj mai apke liye ek trick lekar aaya hoon jo apke smartphone se hi sare masquito bhag jayenge aur haa ye koe mazak nhi 100% working hai. Maine ese khud try kiya hai phir apke liye laya hoon.
Dosto ye trick ek Android app par adharit hai jiska name hai "Anti-Masquito" ye app 100% work karti hai
Sabse pahle hum ye jan lete hai ki ye trick kaam kaise karti hai?
Read Also>> Apne smartphone ko bina touch kiye kaise use kare?

How to work Anti-Masquito App on your smartphone?
Friends ye app high frequency sound par kaam karti hai jab hum es app ko open karke on karte hai to ye apke phone 🔊 speacker se high frequency sound generate karta hai jab sound kisi bhi masquito (मच्छर) se contact karti hai tab masquito sounds ke range se bhaag jate hai kyoki masquito yani (मच्छर) ke liye high frequency sound erratic yani (पीड़ायुक्त) hoti hai jisse unka high frequency sound Range me rahna muskil hota hai aur results ye ata hai ki apke room ke sare masquito bhaag gye.
Masquito ke liye safe frequency 1-5 kHz hai esse adhik yani 5-30kHz ki sound masquito ke liye erratic hoti hai jiisse unhe us sound ki Range se bhagna padta hai so ye trick aise kam karti hai.
Apko Anti-Masquito app me 10kHz se 30 kHz ki high frequency sound mil jayengi jo apke liye helpful rahegi.
Anti-Masquito app only 2 MB size reduce karta hai aur safely apke phone me run karta hai ap eska jab chahe jaha chahe use kar sakte hai. Eska koe bad effects nhi hai to chaliye jante hai ki kaise Anti-masquito app install kare aur use kare?
Read Also>> YouTube ke koe bhi Video kaise download kare free?

How To install Anti-Masquito App Free?
To hamesha ki tarah apko playstore se hi Anti-Masquito App install karna hai so mai apko recommend karunga ki ap mere link par click karke app install kare ye link bhi apko playstore le jayegi so
[Click hare to install Anti-Masquito App Free]
Ap app ko install kar lijiye instal hi jane ke bad simply open kijiye open hone ke bad uska interface kuchh es tarah ka hoga
Ap usme Frequency 15 kHz use ye best rahega simply apko jab use karna hai tab ap open kijiye aur frequency set kijiye on ho jayega aur off karne ke liye stop par click kijiye aur ye stop ho jayega use karna so simple hai.
Read Also>> Kisi bhi english book ko hindi me fully Translate kaise kare?
Dosto ajke post me bad etna hi asha karta hoon ki ye post apke liye kaphi helpful rahegi. Yadi apko es trick se releted sawal ya sujhav ya koe use karne me problem aa rhi hai to plz hume comment box me jarur bataye aur haa ye post apko kaisa lga plz hume comment box me jarur bataye.
Post ko facebook par apne dosto ke sath share karna na bhule.
Thank you....!