Hide Any folder or File on android phone in just 2 minutes
Hello friends welcome to India Smart Help aj hum
Janenge ki kaise hum apne phone me kisi bhi private file ko hide karege chahe vo videos ho chahe vo song ho ya phir koe bhi file ho all in one tirck me janenge to ajkal har smartphone ya android phone user apne phones me kuchh unki private files hoti hai jinhe vo aam taur par hide karna chahta hai but uske liye mere pass two solution hai
1st- khud se kisi bhi video audio etc. File ko hide karna bina kisi android app download kiye
2nd- Playstore se Private zone app download karke jisse ap one click me hide kar payenge koe bhi file ho chahe video ho ya audio sabko hide kar payenge.
Kaise khud apne folder ya file ko hide kare simply?
Khud apne kisi files ya folder hide karna bda hi simple hai es trick ka use karke kisi bhi folder ya file ko hide kiya ja skta hai hide karne ke liye ap simply mere step ko follow kijiye ap bilkul kar payenge ab mai apko step by step bataunga.
Read Also>> Kisi ladki ka whatsapp number kaise pata kre?
1>>> Sabse pahle ap sure ho jaye ki ap jis file ya folder ko hide kar rhe hai vo file recyclable hogi
Read Also>> Kisi ladki ka whatsapp number kaise pata kre?
1>>> Sabse pahle ap sure ho jaye ki ap jis file ya folder ko hide kar rhe hai vo file recyclable hogi
Simply apne phone ke File Manager me jaye.
2>>> Ab ap apne us file ya folder ko search kijiye jise ap hide karna chahte hai
3>>> Ab yadi apko kisi folder ho hide kar rhe hai to ap touch and hold karna 2-3 sec. Ab apko options me se rename option select krna hai.
2>>> Ab ap apne us file ya folder ko search kijiye jise ap hide karna chahte hai
3>>> Ab yadi apko kisi folder ho hide kar rhe hai to ap touch and hold karna 2-3 sec. Ab apko options me se rename option select krna hai.
4>>> Phir apko folder name ke phle . Lagana hai jaise apka folder name Android hai to use apko
.Android
Krna hai phir save kar dena hai. done apka vo folder hide ho chuka hai
Ab apka folder hide ho chuka hai lekin aise me ek aur bda saval ki hide folder ko unhide kaise kare?
Read Also>> Apna aadhar card kaise download kare?
Hide folders ko unhide kaise kre?
1>>> Sabse phle apne phone ke File manager me jaye aur phir menu options me jaye phir vha ap ""Show Hidden Folders"" par click kare
2>>> Ab apke file manager me vo sabhi hidden folders aa jayengi jo pahe se hide thi ab ap simply us folder ko touch and hold kijiye jise ap unhide krna chahte hai.
3>>> Ab ap us folder me se Added . Hta dijiye phir simply use save kar dijiye ab apka folder show hone lagega
Ab agla trick hai ki kaise kisi video ya audio images file ko hide kar sakte
Kisi videos audios ya images file ko hide kaise karte hai?
1>>> Sabse pahle ap apne hide karne vale file search kar lijiye apne file manager me
2>>> Ab same usi tarah se ye trick bhi work karegi
To ap us file ko touch and hold kijiye aur options me Rename Options select kare
Phir yadi apka file video audio ya image hai uska name kuchh es tarah se change kare
3>>> Jaise apka file video hai toh ap uske last me .mp4, .3gp, .wem ko rename kar. .ind kar de phir save par click karke save kar de ab apka video file hide ho chuka hai
4>>> Yadi ap kisi audio ko hide karna chahte hai to same ap .mp3, .acc, ko rename kar save kar de apka file hide ho jayega
Ab saval ye hai ki hide files ko unhide kaise kare
Hide files ho unhide kaise kre?
1>>> Sabse pahle apne us folder me jaye jis folder ke files ko unhide karna hai ya ap us folder me jaye jis folder me jakar apne kisi file ko hide kiya tha.
2>>> Ab same hi proccec hai sabse last me apko apni hide filas show hogi jo dikh to rhi hai but open nhi hogi ab ap us par simply touch and hold kijiye
Aur memu options me rename chune aur au file ke last. .ind ko hta kar phir se .mp4 ya .mp3 ya .jpg kar dijiye jaise ki apka file video hai toh ap use .mp4 kar dijiye image hai toh .jpg kar dijiye aur save done apka file unhide ho jayega aur open bhi hone lagega.
Ab 2nd vala trick hide files with android app
Hide your file with Private Zone app free
Yadi ap apne kisi apps, fils yani audio video aur images ko to ap simply Private Zone App ko install kar sakte hai aur one click me kisi bhi files ko hide kar sakte hai
1>>> Sabse pahle ap play store me jaye aur search box me type kare private zone aur First vale lion icon vale app ko install kar liniye ta phir ap simply
Es link par click karke download kar sakte hai
Aur bdi asani se one click me apne video image audio file ko hide ya unhide kar sakte hai
Dosto es post me bas etna hi yadi apko post se related koe sujhav ya saval hai toh niche comment box batana na bhuliye
Asha karta hoon ki ye post apke liye ye post kaphi helpful rahegi
Thank you....!