Apne Home, Store, Office Ko Google Map Kaise Submit Kare Free Me?
Hello friends welcome to India Smart Help Kya ab bhi apne Home, Ya apka koe store ya shope ya phir apka koe favrate place jise ap google map add karna chahte hai to ajka ye post esi topic par hai ji ha dosto aj hum google map par kisi bhi palce ko publicaly add kar sakte hai har user sochte hai ki unka favrate place google map publicly show ho jise har user dekh sake
Aur ek bat ye bhi hai ki google map ajkal bada popular navigation app ban chuka hai yadi ap kahi bhi travel kar rhe hai to apko kahi ya kisi unknown place par visit karna hai to ap simply google map use kar sakte hai ye apko real direction provide karegi aur apko real time me apko batayegi ki ap es vakt kaha ho aur apko kis raste se jana hai mere khyal se google map ka use traveling ke samay jarur karana chahiye esse ap jaha bhi outdoor me jayenge sab location save ho jati hai jise ap kabhi bhi recent visit place me dekh kar apne yado ko taza kar sakte hai ki mai kab kaha travel kiya tha.
Read Also>> Take High Quality Selfie with Airbrush Free
Aur ek bat ye bhi hai ki google map ajkal bada popular navigation app ban chuka hai yadi ap kahi bhi travel kar rhe hai to apko kahi ya kisi unknown place par visit karna hai to ap simply google map use kar sakte hai ye apko real direction provide karegi aur apko real time me apko batayegi ki ap es vakt kaha ho aur apko kis raste se jana hai mere khyal se google map ka use traveling ke samay jarur karana chahiye esse ap jaha bhi outdoor me jayenge sab location save ho jati hai jise ap kabhi bhi recent visit place me dekh kar apne yado ko taza kar sakte hai ki mai kab kaha travel kiya tha.
Read Also>> Take High Quality Selfie with Airbrush Free
Apne Store ya home ko google map par kyo dale?
Dosto kabhi kabhi aisa hota hai ki apka koe famous shope ya store hai aur koe visitor apke shope ya home ya kahi bhi visite karna chahta hai par usko apke home ya shope direction nhi pta hai to vo use samay vo apke shope ko google map par search karta hai but karan vash usko apke shope ka koe pata hi nhi chalta phir apko vo call karega phir ap unhe receive karne jana pdta hai chahe unhe apke home ya apke shope par ana ho unhe lana hi padta aise me ap yadi apne home, shope ya office ko google map par update kar dete hai to ye problem apki kam hogi
Yadi ap ye soch rhe honge ki kya har google account user apne kisi bhi place ko google par update kar sakta hai to javab haa bilkul google ne ye service har google account user ko deti hai ek bar ap kisi place ka name add kar dete hai to simply 24 hours ke bad apke update request proceed kar diya jata hai yadi apko lgta hai ki google map aise kisi important place miss hai to ap use add kar skte hai
Aur us place ko har user dekh sakega to chaliye mai apko batata hoon ki kaise kisi missing place ko google map par add karte hai
Read Also>> Boost your battery life and make your phone faster with Greenify App
Read Also>> Boost your battery life and make your phone faster with Greenify App
How To Add Any Place On Google Map simply In just 2 Minute
To sabse pahle apke mobile me google map app install honi chahiye aur apke mobile me gogle account se login honi chahiye to simply yadi apke mobile me google map app nhi install hai to ap simply playstore se install kar lijiye ya phir ap es link par (Click hare to download google map app free)
Click karke download kar sakte hai
1>>> To sabse pahle ap apne google map app ko open kar lijiye aur apse vo kuchh permission allow karne ke liye bolega to ap simply allow kar dijiye yadi ap pahle se google map use kar rhe hai to koe bat nhi .
Read Also>> Download kare 4K HD wallpaper free google wallpaper app ke sath
Read Also>> Download kare 4K HD wallpaper free google wallpaper app ke sath
2>>> Ab apko apne us place ko search karna hai jise ap google map me add karna chahte hai simply ap us place search kar lijiye aur jitna ho sake zoom kar lijiye phir apko us location ko Touch aur hold karke rakhiye.
2>>> Ab apke samne kuch es tarah ka option show hoga jisme akpo Show More par click karna hai aur apko ''Add Missing Place" par click kar lijiye.
3>>> Jaise hi ap add missing place par click karenge tab apke samne ek new page open hoga jisme apko apne us place ke bare sabhi details me fill up karni hogi
4>>> 1st- ap sabse pahle us place ka name fill kijiye jo apko apne hisab se dalni hai real me us place ka name kya hai
2nd- me apko apne us place ka category select karni hai jaise ki us place par kya hai apka home ya apka store ya phir koe other place simply select kar lijiye
3rd- me apko us place ka timing dena hai yadi apne kisi temple, hospital, bank, ATM, ko add kar rhe hai to apko uska opening time dijiye
4th- me yadi ho sake to apna Mobile number add kar lijiye ye number apka public rahega yadi koe person es place par click karta hai to apki mobile number bhi show hogi
5th- me apko yadi apke pas us place se related official website hai to use bhi add kar le taki visit karne har visitors apke websites ko View kar sake
6th- me apko us place se related koe 1-4 picture add kar le yadi nhi hai to koe bat nhi blank rakh sakte hai
Note >> Dhyan de ki jo bhi ap related details add kar rhe hai vo sab public hogi yani har koe dekh sakta hai
5>>> Ab apke sare place se related details fill ho chuke hai to ap simply Send arrow par click karke submit kare
6>>> Great apka submit successful rha thank for improving google map
Ab apko 24hours ka wait karna hoga google map apke place ko review karega aur phir use publicly map me add kar dega
Don't worry apka place google map me add ho jayega just wait 24 hours.
Dosto ajke post me bas etna hi milte hai kal ek new tips and tricks ke sath asha karta hoon ki ye post apke liye kaphi helpful rahi hogi yadi apko es post ko lekar koe saval ya sujhav hai to plz hume comment box me jarur bataye
Thank you....!